Ajj ramzan-ul-mubarak ka pehla jumma aur 6th roza hai,hamesha ki tarhan ramzaan apny saath rehmat aur barkatain ley ker aya hai.
Khass tor per jummy k rozay ki bohat fazilat hai,kiyon k jumma ka din Allah kay nazdeek baqi dino k muqablay mai Afzal hai.
Ajj k din humsy jitna ho sakay Prophet (P.B.U.H) per Durood bhejain.
JazakAllah.
No comments:
Post a Comment